Ahle Sunnat Aalim Kabhi Bhi Banddokh Ki Nok Per Islam Nahin Pehla Hay -...
Ahle Sunnat Aalim \"Tehrik Taliban Pakistan Nay Ahle Sunnat Kay Qoakaf Ko Qubool Kar Lia Hay. Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Bismillah Karain Aien...
Ahle Sunnat Aalim \"Tehrik Taliban Pakistan Nay Ahle Sunnat Kay Qoakaf Ko Qubool Kar Lia Hay. Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Bismillah Karain Aien Ap Apnay Hatiyar Rakhain Aur Hum Baithay Hain Iss Mein Hum Hukumat E Waqt Se Aur Security Idaron Se Bhi Appeal Kartay Hain Kay Aiye Ap Bhi Bismillah Karain Hum Aik Jaga Per Baithtay Hain Humara Ahle Sunnat Ka Moaqaf Yeh Hay. Tehrik Taliban Ki Taraf Se Jitnay Bhi Iqdamaat Kiye Jarahay Hain Jaisa Kay Masajid Madaris Ko, Jaisa Kay Security Idaron Ko, Aqeeliyaton Ko, Aur Aam Shehrion Ko Nishana Banatay Hain. Hum Yeh Samjhtay Hain Keh Yeh Jihad Nahin Hay. Yeh Fasad Fil Arz Hay Aur Iss ko Hat Kar Ab Aman Ki Taraf Jana Chahiye Aur Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Yeh Taliban Ka Yeh Iqdam Bilkul Shariyat Kay Munafi Hay. Yeh Bilkul Bhi Jihad Nahin Hay. Apni Khoish Saahat Ko Jihad Ka Nam Dey Lain. Apnay Tarzay Amal Ko Islam Ka Nam Dey Lain Tou Yeh Kisi Soraat Bhi Munasib Nahin Hoga. Albata Aaj Jo Baat Ki Hay Keh Unay Ahle Sunnat Kay Qoaqaf Ko Qubool Kiya Aur Hamara Challenge Jo Manazaray Ka Tha Uss Ko Acept Karlia Tou Iss Mein Bari Khoshi Ki Baat Hay Ab Hukumat Ko Apni Zimaydari Pori Karni Chahiye. Security Idaron Ko Apni Zimaydari Pori Karni Chahiye... .... .........
.......Kabhi Bhi Banddokh Ki Nok Per Islam Nahin Pehla Hay. Kabhi Bhi Talwar Kay Zor Per Islam Ki Dawat Nahin Di Gai Hay. Kabhi Bhi Apnay Moaqif Ko Banddokh Ki Nok Se Nahin Manwaya Giya. Han Taliban Apni Baat Imposed Karahay Hain Yeh Theek Nahin Hay. Taliban Dehshatgerdi Ka Bazar Garam Kiye Hoa Hain Samjhtay Hain Yahi Quran Aur Hadees Kay Mutabiq Hay. Hum Unko Challenge Ki Aiye Quran Aur Hadees Ki Roshani Mein Hamary Ulema Kay Sath Baithain Lahore Hay Pakistan Kay Kisi Khitay Mein Baithain Islamabad Quetta Peshawer Karachi Jahan Ap Ka Gi Chahay Ab Ap Bismillah Karain Waqat Dain Jaga Batain Aur Hukumat Iss kay Liye Monasib Iqdamat Karay.\"
3m:41s
8494
Quick Recipes - Gulab Jamun quick, easy & authentic Recipe - English...
Gulab Jamun Recipe. This time make them at home.
Eid is incomplete without Gulab Jamuns. Continue the tradition by making them at home this time....
Gulab Jamun Recipe. This time make them at home.
Eid is incomplete without Gulab Jamuns. Continue the tradition by making them at home this time.
#HappyCookingToYou
Gulab Jamun Recipe in English:
Ingredients:
• Lassa khoya 250 grams
• Baking soda 1 pinch
• Salt 1 pinch
• Flour 1/3 cup
• Egg ½
Syrup:
• Water 2 cups
• Sugar 1 & ½ cup
• Kewra water 1 tsp
• Cardamom powder 1/2 tsp
• Lemon juice 1 tsp
Directions:
To make syrup, in a pan add water and sugar and cook until it becomes a sticky syrup. Now turn off the flame and add kewra water, cardamom powder, lemon juice and mix well.
In a bowl take lassa khoya and crumble it well with your hands. Add flour, baking soda, salt, and egg and mix well to a smooth dough. It needs kneading for at least 6-8 minutes.
Now make small balls of same size. Make sure they are smooth and have no cracks.
Heat ghee, and add balls and fry gently and stir continuously. Make sure ghee is not very hot otherwise gulab jamun will not cook well from inside or will burn.
When gulab jamuns becomes golden, add them directly to hot syrup. Make sure syrup is hot (not burning hot).
Repeat frying process. Add all gulab jamuns in syrup and leave them for 60 minutes
Garnish with pistachios and serve
Gulab Jamun Recipe in Urdu:
Ajza:
• lassa khoya 250 grams
• Baking soda 1 pinch
• namak 1 pinch
• Maida 1/3 cup
• Anda ½ adha
Syrup:
• Paani 2 cups
• Cheeni 1 & ½ cup
• Kewra arq 1 tsp
• Elaichi powder 1/2 tsp
• lemon juice 1 tsp
Banane ka tareeka:
Ek pan main pani len aur cheeni shamil kar ke pakayen. Jab tak ke garha sheera banjaye. Ab choolhay se utaar len aur kewra arq, elaichi powder and lemon juice shamil kar ke achi tarah mix karlen.
Ek bowl main lassa khoya lekar achi tarah hathon se choora choora kar len. Maida, baking soda , namak, aur anda shamil karke mix Karen. 6-8 minutes tak goondhen taake acha sa paira banjaye. Ab is main se ek hi size ki choti choti golian banalen. Dhiyan rahe ke golian smooth hon aur cracks na hon.
Ab ghee garam kar lain aur ek ek karke golian daalen aur medium aanch par fry Karen. Aanch tez na ho warna gulab jamun jal jayenge ya ander se kache reh jayenge. Jese hi gulab jamun golden hojayen garam sheere main shamil karte jaye. Sheera garam hona chahiye. Ek ghante keliye sheere main hi rehne den aur phir garnish karke serve karen.
1m:28s
4053