Jo Khaliq Aur Rab Hay Wohi Mabood Hay! | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz Syed...
توحید! جو خالق اور ربّ ہے وہی معبود ہے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۲۱ || حافظ...
توحید! جو خالق اور ربّ ہے وہی معبود ہے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۲۱ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Tauheed! Jo Khaliq Aur Rab Hay Wohi Mabood Hay! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 21 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
يَا أَيُّهَا النَّاسُ اعْبُدُوا رَبَّكُمُ الَّذِي خَلَقَكُمْ وَالَّذِينَ مِن قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُونَ ﴿٢١﴾
#Khaliq_e_Haqiqi #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi
3m:58s
2096
Rab Jane Te Hussain Jane | Nadeem Sarwar | @ Imam Reza Holy Shrine |...
Rab Jane Te Hussain Jane | Nadeem Sarwar | @ Imam Reza Holy Shrine | Rawaq e Kausar | Manqabat 2020 Presenting By Official Shrine of Imam Ali Reza...
Rab Jane Te Hussain Jane | Nadeem Sarwar | @ Imam Reza Holy Shrine | Rawaq e Kausar | Manqabat 2020 Presenting By Official Shrine of Imam Ali Reza (as) Haram...
3m:15s
2213
Dëshiroj - Hysejn Elakraf - Arabic sub Albanian
Ilahi e bukur nga kengetari i njohur i elegjive dhe kengeve per Ehlibejtin a.s., Husejn Elakraf
Ilahi e bukur nga kengetari i njohur i elegjive dhe kengeve per Ehlibejtin a.s., Husejn Elakraf
5m:30s
5318
Beti Ali ki Turbat e Zehra Par aayi hai - nauha-- Urdu
Wriiten by: SHAYAR-E-AHLEBAIT HASAN ALI SHIVJI 'FUGHAN'
Beti Ali ki Turbat-e Zehra pe aayee hai , Kurta Lahoo bahara hua bhai ka layee hai...
Wriiten by: SHAYAR-E-AHLEBAIT HASAN ALI SHIVJI 'FUGHAN'
Beti Ali ki Turbat-e Zehra pe aayee hai , Kurta Lahoo bahara hua bhai ka layee hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra majra suno
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Amma humara ranjho masahib hai dardnaak, Amma humare khalbo jigar ho chuke hai chaak
Amma humare nana ki ummat ne ki daga, Amma humare khoon ko samjhe sab rawa
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra majra suno
Amma taras ke reh gaye paani ko hum tamam, Amma diya na humko kisi ne bhi ek jaam
Amma humare Mard tahe teg hogaye, Amma nahake khoon main bechare so gaye
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma Pade hai nahar par Abbas Ruth kar, Amma Sakina soti hai zinda main be pidar
Amma kaha se Akbar-e-Mehroo ko lau main , Amma kaha se Asgar-e-Nadan ko pau main
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma wo mere Aun o Mohammed mere pisar, Maidaan-e-Karbala main pade hai kata ke sar
Amma lahoo main doob k Kasim bhi chal base, Amma Hasan ko muh na dikhane ke hum rahe
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma Hussain Karbobalahee main rahe gaye, Amma Hussain saare Masahib ko seh gaye
Amma Hussain mar gaye be yaaro be watan , Amma hussain ko na mayaser hua kafan
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma humari chaadare bhi chin gayee tamam , Amma humare haal par haste the ahle shaam
Amma wo shaam-e- Gurbate Shabbir ahha, Amma wo raat kaali wo sunsaan katl gaa
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma ye haal -e-Abid-e-Bimaar hogaya , Zalim sipahi ne le liya bistar garib ka
Amma kadam kadam pe aseeri rula gayee, gardan main tauk paav main zanjeer aagayee
kehti e Hussain ki amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma wo bibiyon ka tadapna wo shor-o-shay, Amma rahegi yaad wo aabon bukh wo bey
Amma Rabab roti hai Asgar ko subho shaam , Akbar ko yaad karti hai Laila-e-tashnkaam
kehti e Hussain ki amma Utho utho
Zainhab se karbala ka zarra majra suno
Baazu ke neel dekhiye Amma Khuda gawa, Maktal ki gard bangayee ab shaa Khuda gawa
Amma ye bebasi ye qayamat ki bebasi , amma Humare haal par roti hai amma bekasi
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma batayiye tho main ab jee k kya karu , kiss tarah ab Hussain ki furkat ka gam sahu
aayi Fughan nida ki sare hashr hum bhi ab , Kurta lahoo bhara hua rakh denge peshe rab
Beti tumhara Bhai Shah-e- Mashra khain hain, beti tumhare sabr main fathe Hussain hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zaihab se karbala ka zarra Majra suno
9m:43s
19472
ربّ کی رضا پر راضی | Farsi Sub Urdu
ربّ کی رضا پر راضی
اقتباس از: دفاعِ حرم سیدہ زینبؑ کے عالی مقام شہید، رضا...
ربّ کی رضا پر راضی
اقتباس از: دفاعِ حرم سیدہ زینبؑ کے عالی مقام شہید، رضا اسماعیلی کے اہل خانہ سے انٹرویو
افغانستان سے تعلق رکھنے والے، 19 سالہ شہید رضا اسماعیلی کی والدہ، بہن اور زوجہ سےلیا گیا دل دہلا دینے والا انٹرویو
اس انٹرویو میں حرمِ سیدہ زینبؑ کے ہزاروں جان نثاروں میں سے ایک شہید کی زندگی کی جھلکیاں اوراُن کے عشقِ شہادت کا اندازہ لگایا جاسکتا ہے۔
کیسے کوئی اپنے جگر کے ٹکڑے یعنی اپنے بچّے کو، اپنی جان سے پیاری ماں کو، اور دوست سے زیادہ پیاری اپنی بہن کو، اور زندگی کی ہمسفر کو چھوڑ کر چلا جاتا ہے؟ اِن عظیم انسانوں کو کس عظیم تر نے یہ قربانی سیکھائی ہوگی؟ بالیقین، حسینؑ نے۔ تبھی اس شہید کا سر بھی اپنے آقا اور مولا حسینؑ کی طرح کاٹ دیا گیا۔۔ ۔
#ویڈیو #شہید #مدافع_حرم #شام #رضااسماعیلی #فاطمیون #شہادت #داعش
5m:21s
3640
Video Tags:
Wilayat,
Media,
WilayatMedia,
rab,
reza,
razi,
diafa,
haram,
sayyidah,
zaina,
maqam,
shaheeed,
reza
ismaili,
wahidah,
behn,
zaoja,
interview,
hazaroon,
nisaroon,
zindagi,
jhalkiya,
ishq,
shahadat,
maa,
dost,
hamsar,
azeem,
qurbani,
imam
hussain,
maoula,
aaqa,
[Tarana] Qasm he Rabb e Solemani ki | ترانہ] قسم ہے ربِّ...
ترانہ
قسم ہے ربِّ سلیمانی کی
Qasm he Rab e Solemani ki
البلاغ : ادارہ فروغ ثقافت اسلامی...
ترانہ
قسم ہے ربِّ سلیمانی کی
Qasm he Rab e Solemani ki
البلاغ : ادارہ فروغ ثقافت اسلامی پاکستان
#AlBalaghPakistan #QassemSoleimani #AbuMahdiMuhanddis
2m:53s
1710